Assalamoalaikum

Khuda ka khas aik ahsan hai ye Auliya Allah
Zamana zism hai aur zaan hai ye Auliya Allah

ye 1 Islamic Channel hai Chishti Rang aur is channel ka naam Hazrat Khwaja Garib Nawaz Radiallahu Ta'ala Anhu ki Nisbat se rakha gaya hai. Hamara maqsad apko Allah ke waliyo ke mazarat ki ziyarat karwana aur unke bare me batana hai.