Afasana Likh Rahi Hoon Afasana Likh Rahi Hoon Dil-e-Beqaraar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon Afasana Likh Rahi Hoon Dil-e-Beqaraar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon... Jab Tu Nahi To Kuchh Bhi Nahi Hai Bahaar Mein Nahi Hai Bahaar Mein Jab Tu Nahi To Kuchh Bhi Nahi Hai Bahar Mein Nahi Hai Bahaar Mein Ji Chahta Hai Munh Bhi Ji Chahta Hai Munh Bhi Na Dekhun Bahaar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon Afasana Likh Rahi Hoon Dil-e-Beqaraar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon... Aaja Ki Ab To Aankh Mein Aansu Bhi Aa Gaye Aansu Bhi Aa Gaye Aaja Ki Ab To Aankh Mein Aansoo Bhi Aa Gaye Aansoo Bhi Aa Gaye Saagar Chhalak Utha Saagar Chhalak Utha Mere Sabr-o-Qaraar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon Afasana Likh Rahi Hoon Dil-e-Beqaraar Ka Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezar Ka Afasana Likh Rahi Hoon...